Friday, April 10, 2009

Aur iss dil me...

Mere naseeb me mere dost... (Rajesh khanna) Saddest

Gham utaane ke liye mein tho jiye (Jitendra) What a voice,lyrics,acting.. very emotional



Phalak Pe Jitne Sitaare Hein Voh Bhi Sharamaaye,
Voh Dene Wale Mujeh Itni Zindagi Dede,
Yahi Sazaa Hai Meri Maut Bhi Na Aaye Mujhe,
Kisi Ko Chain Mile, Mujh Ko Be Kali De De..

Gham Uthane Ke Liye Mein Tho Jiye Jaavunga..
Saaz Ki Lay Pe Tera Naam Liye Jaaunga..........




haii tune muje ulfath ke siva kuchna diay
aur maine tuje nafrat ke siva
tujse sharminda hoo ye meri wafaa k devi
tera mujrim hoo, musibath ke siwa kuch na diya.

tu khayalo me mere ab bhi chali aathi ahi
apni palko pe un ashto ka janaaza lekar
tune neende chadi kurbaan mere raha main
me nashe me raha gyron ka sahara lekar.


Tu Khayalon Mein Meri Ab Bhi Chali Aati Hai,
Apne Palkon Ke Un Ashkon Kaa Janaza Lekar,
Tu Khayalon Mein Meri Ab Bhi Chali Aati Hai,
Apne Palkon Ke Un Ashkon Kaa Janaza Lekar,
Tune Neenden Kari, Kurubaan Meri Raahon Mein..
Mein Nashe Mein Raha, Gairon Kaa Sahaara Lekar..

gham utane ke liye me to jiye jaavunga
saas ke lye me tera

Eesaan tera hoga muj par (Junglee)





(ehsaan tera hoga mujh par
dil chahta hai woh kehne do
mujhe tumse mohabbat ho gayi hai
mujhe palko ki chaav mein rehne do) (2)
ehsaan tera hoga mujh par

tumne mujhko hasna sikhaaya ho (2)
rone kahoge ro lenge ab (2)
aansoo ka hamaare gham na karo
woh behte hai to behne do
mujhe tumse mohabbat ho gayi hai
mujhe palko ki chaav mein rehne do
ehsaan tera hoga mujh par

chaahe banaa do chaahe mitaa do hoo aaaa (2)
mar bhi gaye to denge duvaayen (2)
udd udd ke kahegi khaak sanam
yeh dard-e-mohabbat sehne do
mujhe tumse mohabbat ho gayi hai
mujhe palko ki chaav mein rehne do
ehsaan tera hoga mujh par
dil chahta hai woh kehne do
mujhe tumse mohabbat ho gayi hai
mujhe palko ki chaav mein rehne do
ehsaan tera hoga mujh par

Mere mehboob tuje meri mohabbath ki kasam ( Rajendra kumar, Sadhana)





mere mehboob tuje meri mohobath ki kasam

phir muje nargisi ankon ka shahara de de
mera koya huwa rangeen nazzaaara de de.


Ae mere khwab ki tasbir meri jaan-e-ghazal

Zindagi meri tujhe yaad kiye jaati hai

Raat din mujhko satata hai tasavur teeera

Dil ki dhadkan tujhe awaaz diye jaati hai

Aa mujhe apni sadaon ka sahara dede

Mera khoya hua rangeen nazzara dede

Mere mehboob tujhe



Bhool sakti nahin ankhen woh suhana manzar

Jab tera husn mere ishq se takraya tha

Aur phir raha mein bikhre the hazaron naghme

Me woh naghme teri awaaz ko de aaya tha

Shazedil ko unhi geeton ka sahara dede

Mera khoya hua rangeen nazara dede

Mere mehboob tujhe



Yaad hai mujhko meri umr ki pehli woh gadi

Teri ankhon se koi jaam piya tha maine

Mere rug rug mein koi barqse lehrai thi

Jab tere marmari haathon ko chua tha maine

Aa mujhe phir unhi haathon ka sahara dede

Mera khoya hua rangeen nazara dede

Mere mehboob tujhe



Maine ik baar teri ek jhalak dekhi hai

Meri hasrat hai ke mein phir tera deedar karoon

Tere saaye ko samajh kar mein haseen Taj Mahal

Chandni raat me nazaronse tujhe pyar karoon

Apni mehki hui zulfon ka sahara dede

Mera khoya hua rangeen nazara dede

Mere mehboob tujhe



Dhoond tha hoon tujhe har raah mei har mehfil mein

Thak gaye hai meri majboor tamanna ki kadam

Aaj ka din meri umeed ki hai aakhri din

Kal na jaane mei kahan aur kahan tu ho sanam

Do ghadi aapni nigahon ka sahara dede

Mera khoya hua rangeen nazara dede

Mere mehboob tujhe



Saamne aa ke zara parda utha de rukh se

Ik yahi mera ilaaj-e-gham-e-tanhai hai

Teri furqat ne pareshaan kiya hai mujhko

Ab to milja ke meri jaan pe ban aayi hai

Dil ko bhooli hui yaadon ka sahara dede

Mera khoya hua rangeen nazara dede

Mere mehboob tujhe



Meri mohabbat ki kasam

Phir mujhe nargisi ankhon ka sahara dede

Mera khoya hua rangeen nazara dede

Mere mehboob tujhe meri mohabbat ki kasam

Mere mehboob tujhe


Jaane kyon log pyaar kiya karthe hai! ( Mehboob Ki Mehndi)




Is Zamaane Me.N Is Mohabbat Ne
Kitane Dil To.De Kitane Ghar Phuu.Nke

Jaane Kyo.N Log Muhabbat Kiyaa Karate Hai.N \- 2
Dil Ke Badale Dard\-E\-Dil Liyaa Karate Hai.N
Jaane Kyo.N Log Muhabbat Kiyaa Karate Hai.N


Tanhaaii Milatii Hai, Mahafil Nahii.N Milatii
Raahe.N Muhabbat Me.N Kabhii Manzil Nahii.N Milatii
Dil Tut Jaataa Hai, Naakaam Hotaa Hai
Ulfat Me.N Logo.N Kaa Yahii Anjaam Hotaa Hai
Koii Kyaa Jaane, Kyo.N Ye Paravaane,
Kyo.N Machalate Hai.N, Gam Me.N Jalate Hai.N
Aahe.N Bhar Bhar Ke Divaane Jiyaa Karate Hai.N \- 2
Jaane Kyo.N Log Muhabbat Kiyaa Karate Hai.N

Saavan Me.N Aa.Nkho.N Ko, Kitanaa Rulaatii Hai
Furaqat Me.N Jab Dil Ko Kisii Kii Yaad Aatii Hai
Ye Zindagii Yuu.N Hii Barabaad Hotii Hai
Har Vaqt Ho.Ntho.N Pe Koii Fariyaad Hotii Hai
Naa Davaao.N Kaa Naam Chalataa Hai
Naa Duaao.N Se Kaam Chalataa Hai
Zahar Ye Phir Bhii Sabhii Kyo.N Piyaa Karate.N Hai.N \- 2
Jaane Kyo.N Log Muhabbat Kiyaa Karate Hai.N

Mahabuub Se Har Gam Manasuub Hotaa Hai
Din Raat Ulfat Me.N Tamaashaa Khuub Hotaa Hai
Raato.N Se Bhii Lambe Ye Pyaar Ke Kisse
Aashiq Sunaate Hai.N Jafaa\-E\-Yaar Ke Qisse
Bemuravvat Hai, Bevafaa Hai Vo,
Us Sitamagar Kaa Apane Dilabar Kaa,
Naam Le Le Ke Duhaaii Diyaa Karate Hai.N \- 2
Jaane Kyo.N Log Muhabbat Kiyaa Karate Hai.N


Thursday, April 9, 2009

TUJSE NARAJ NAHI ZINDAGI (MASOOM)




tujhase naaraaz nahi zindagi, hairaan hoon main
o hairaan hoon main
tere masoom savalon se pareshaan hooN main
o pareshaan hoon main

jeene ke liye socha hi na tha, dard sambhalane honge
muskuraoon to, muskurane ke karz utaarne honge
muskuraoon kabhi to lagata hai
jaise hontonn pe karz rakhaa hai
tujhase ...

aaj agar bhar ayi hai, boondein baras jaayengi
kal kya pata inke liye aakhen taras jayengi
jaane kahan gum kahan khoya
ek aansu chhupake rakha tha
tujhase ...

zindagi tere gum ne hamain rishte naye samajhaye
mile jo hamain dhoop main mile chhaanv ke thande saaye

o tujhase ...


Manzilein Apni Jagha Hain(Sharabi)




Manzilo Pe Aa Ke Lootate Hai Dilon Ke Caaravaan
Kashtiya Saahil Pe Aksar Doobati Hai Pyaar Ki

Manzile Apni Jagah Hai Raaste Apni Jagah (2)
Jab Kadam Hi Saath Naa De To Musaafir Kyaa Kare
Yoon To Hai Humdard Bhi Aur Humsafar Bhi Hai Meraa (2)
Badh Ke Koyi Haath Naa De Dil Bhalaa Fir Kyaa Kare
Manzile Apni Jagah Hai Raaste Apni Jagah

Doobne Waale Ko Tinke Kaa Sahaaraa Hi Bahot
Dil Bahal Jaaye Fakat Itnaa Ishaaraa Hi Bahot
Itne Par Bhi Aasmaan Waalaa Giraa De Bijaliyaan
Koi Batlaa De Zaraa Yeh Doobtaa Fir Kyaa Kare
Manzile Apni Jagah Hai Raaste Apni Jagah

Pyaar Karnaa Jurm Hai To Jurm Hum Se Ho Gayaa
Kaabil-E-Maafi Huaa Karte Nahin Aise Gunaah
Sangdil Hai Yeh Jahaan Aur Sangdil Meraa Sanam
Kyaa Kare Josh-E-Junoon Aur Hauslaa Fir Kyaa Kare
Manzile Apni Jagah Hai Raaste Apni Jagah
Jab Kadam Hi Saath Naa De To Musaafir Kyaa Kare
Yoon To Hai Humdard Bhi Aur Humsafar Bhi Hai Meraa
Badh Ke Koyi Haath Naa De Dil Bhalaa Fir Kyaa Kare

Dil aaj shayar - Kishore kumar (Dev Anand)




Dil aaj shayar hai, gum aaj nagma hai, shab yeh ghazal hai sanam
Dil aaj shayar hai, gum aaj nagma hai, shab yeh ghazal hai sanam
Gairon ke sheron ko o sunnewale, ho is taraf bhi karam

Aake zara dekh to teri khatir, hum kis tarah se jiye
Aake zara dekh to teri khatir, hum kis tarah se jiye
Aansoo ke dhage se seete rahe hum jo jakhm tune diye
Chahat ki mehfil mein gum tera lekar kismat se khela juwa
Duniya se jeete, par tujhse haare, yun khel apna hua

Hai pyaar humne kiya jis tarah se, uska na koi jawab
Hai pyaar humne kiya jis tarah se, uska na koi jawab
Zarraat hai lekin teri lau mein jalkar, hum ban gaye aaftaab
Hum se hai zinda wafa aur humhi se hai teri mehfil jawan
Hum jab na honge to ro ro ke duniya dhundhegi mere nishan

Ye pyaar koi khilauna nahin hai, har koi le jo kharid
Ye pyaar koi khilauna nahin hai, har koi le jo kharid
Meri tarah zindagi bhar tadap lo, phir aana uske karib
Hum to musafir hain, koi safar ho, hum to guzar jayenge hi
Lekin lagaya hai jo danw humne, woh jeetkar aayenge hi
Woh jeetkar aayenge hi
Woh jeetkar aayenge hi

List of Old Melodies

1. Kabhi kabhi mere dil mein khyal aatha hai!...
2. Mein pal dho pal ka shayar hoon (Amitabh Bacchan)!!
3. Dil aaj shayar
4. Manzilein apni jagha hai (Sharabhi)
5. Tujse naaraz nahi zindagi. (Maasoom)
6. Jaane kyon log mohabbat kiya karthe hai!!
7. Mere mehboob tujhe meri mohobath ki kasam (Rajendra kumar, Saadhana)
8.Ehsaan tera hoga muj par (Juglee) Superb....
9. Gham utaane ke liye mein tho jiye (Jitendra) What a voice,lyrics,acting.. very emotional.
10. Mere naseeb mein mera dost....Tera pyaar nahi ( Saddest ever)
11. Aur iss dil me...



Main pal do pal ka shayar hoon
pal do pal meri kahani hai
pal do pal meri hasti hai
pal do pal meri jawani hai
main pal do pal ka shayar hoon

Mujhse pahele kitne shayar aaye aur aakar chaley gaye
kuch anhein barkar laut gaye kuch nagme gaa kar chaley gaye
woh bhi ek pal ka kissa thhey main bhi ek pal ka kissa hoon
kal tumse jhuda ho jaunga jo aaj tumhara hissa hoon
main pal do pal ka shayar hoon

Kal aur ayenge nagmon ki khilti kaliyan chunnewale
mujhese behetar kahenewale tumse behetar sunnewale
kal koi mujhko yaad karhey kyon koi mujhko yaad karhey
masroof zamana mere liye kyon waqt apna barbadh kare
main pal do pal ka shayar hoon

kabhi kabhi mere dil mein khyal ata hai





Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai
Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai
Ki jaise tujhko banaya gaya hai mere liye
Ki jaise tujhko banaya gaya hai mere liye
Tu abse pehle sitaaron mein bas rahi thi kahin
Tu abse pehle sitaaron mein bas rahi thi kahin
Tujhe zameen pe bulaya gaya hai mere liye
Tujhe zameen pe bulaya gaya hai mere liye

Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai
Ki ye badan ye nigaahein meri amaanat hain
Ki ye badan ye nigaahein meri amaanat hain
Ye gesuon ki ghani chhaon hain meri khatir
Ye honth aur ye baahein meri amaanat hain
Ye honth aur ye baahein meri amaanat hain

Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai
Ki jaise bajti hain shehnaaiyaan si raahon mein
Ki jaise bajti hain shehnaaiyaan si raahon mein
Suhaag raat hain ghoonghat utha raha hoon main
Suhaag raat hain ghoonghat utha raha hoon main
Simat rahi hai tu sharma ke apni baahon mein
Simat rahi hai tu sharma ke apni baahon mein

Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai
Ki jaise tu mujhe chaahegi umr bhar yoohin
Uthegi meri taraf pyaar ki nazar yoohin
Main jaanta hoon ki tu geir hai magar yoohin
Main jaanta hoon ki tu geir hai magar yoohin

Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai
Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai

Hit Counters
Free Counter